Intezaar lyrics, the song is sung by Karavan (Band) from Gardish (2002). The music of Intezaar track is composed by Karavan (Band) while the lyrics are penned by Karavan (Band).
Tum meri saanso main rehti ho
Bolo main kya karun
Tum meri ankhon main rehti ho
Bolo main kya karun
Kya karun
Tum meri sochon par baithi ho
Bolo main kya karun
Tum meray honthon peh hansti ho
Bolo main kya karun
Koi kaise ho jata hai beqarar
Diya jaley aa jata hai aitebar
Har pal lagay woh karta hai intezaar
Dil par jalay na hota hai ikhteyaar
bharatlyrics.com
Yeh meri seenay ki darkanain
Tum seh main kia kahun
Yeh meri soljhi se uljhanain
Tum seh main kya kahun
Koi kaise ho jata hai beqarar
Diya jaley aa jata hai aitebar
Har pal lagay woh karta hai intezaar
Dil par jalay na hota hai ikhteyaar
Yeh diya jalta rahai
Yeh kabhi bhi bujh na sakai
Duniya meri ab tum se hai
Tum seh hai duniya meri
Yeh meri hain ajab khwahishain
Tum seh main kya kahun
Yeh meri tanha se mehfilain
Tum seh main kya kahun
Koi kaise ho jata hai beqarar
Diya jaley aa jata hai aitebar
Har pal lagay woh karta hai intezaar
Dil par jalay na hota hai ikhteyaar.