Ishq Minnat Kash- E -Karar lyrics, the song is sung by Kamalini Malhotra from Daur -E- Shabaab (2005). Ishq Minnat Kash- E -Karar Ghazal soundtrack was composed by Kamalini Malhotra with lyrics written by .
Ishq minnat kash- e -karar nahin
Ishq minnat kash- e -karar nahin
Husn majboore intazaar nahin
Husn majboore intazaar nahin
Ishq minnat kash- e -karar nahin
Teri ranjish ki intihaa maloom
Teri ranjish ki intihaa maloom
Teri ranjish ki intihaa maloom
Hasrato ka meri shumaar nahin
Hasrato ka meri shumaar nahin
Husn majboore intazaar nahin
Ishq minnat kash- e -karar nahin
bharatlyrics.com
Apni takmeel kar raha rahoon main
Apni takmeel kar raha rahoon main
Apni takmeel kar raha rahoon main
Warna tujhse to mujhko pyaar nahin
Warna tujhse to mujhko pyaar nahin
Husn majboore intazaar nahin
Ishq minnat kash- e -karar nahin
Chaara e intazaar koan karein
Chaara e intazaar koan karein
Chaara e intazaar koan karein
Teri nafrat bhi ustvaar nahi
Teri nafrat bhi ustvaar nahi
Husn majboore intazaar nahin
Ishq minnat kash- e -karar nahin
Faiz zinda rahe woh hain to sahin
Faiz zinda rahe woh hain to sahin
Faiz zinda rahe woh hain to sahin
Kyaa huaa gar wafa shumaar nahin
Kyaa huaa gar wafa shumaar nahin
Husn majboore intazaar nahin
Ishq minnat kash- e -karar nahin.