Isi Ka Naam Duniya Lyrics - Lata Mangeshkar

Isi Ka Naam Duniya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Bewafa (1952). Isi Ka Naam Duniya Sad soundtrack was composed by A.R. Qureshi with lyrics written by Sarshar Sailani.

Ek bar jhalak dikhalake hame
Kismat ka sitara dub gaya
Kashti to bechari kashti thi
Pani me kinara dub gaya
Isi ka nam dunia hai
Isi ka nam dunia hai
To dunia dekh li maine
Isi ka nam dunia hai

bharatlyrics.com

Kisi ki aarazu ka khun
Karke kya mila mujhko
Kya mila mujhko
Kisi ki aarazu ka khun
Karke kya mila mujhko
Kya mila mujhko
Ki apne dil ki dunia bhi
Ujadte dekh li maine
Ki apne dil ki dunia bhi
Ujadte dekh li maine
Isi ka nam dunia hai

Meri aankho ke aage
Lut raha tha qafila dil ka
Qafila dil ka
Meri aankho ke aage
Lut raha tha qafila dil ka
Qafila dil ka
Qayamat hai ki jite ji
Qayamat dekh li maine
Qayamat hai ki jite ji
Qayamat dekh li maine
Isi ka nam dunia hai

Meri andhi javani ne
Mujhe barbad kar dala
Barbad kar dala
Meri andhi javani ne
Mujhe barbad kar dala
Barbad kar dala
Kisi ki bevafai par
Luta di zindagi maine
Kisi ki bewafai par
Luta di zindagi maine
Isi ka nam dunia hai
To dunia dekh li maine
Isi ka nam dunia hai.

Isi Ka Naam Duniya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Isi Ka Naam Duniya is from the Bewafa (1952).

The song Isi Ka Naam Duniya was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Isi Ka Naam Duniya was composed by A.R. Qureshi.

The lyrics for Isi Ka Naam Duniya were written by Sarshar Sailani.

The music director for Isi Ka Naam Duniya is A.R. Qureshi.

The song Isi Ka Naam Duniya was released under the Saregama .

The genre of the song Isi Ka Naam Duniya is Sad.