Jaam Thaam Le Sochte Lyrics - Shamshad Begum

Jaam Thaam Le Sochte lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Shahenshah (1953). The music of Jaam Thaam Le Sochte Playful track is composed by Sachin Dev Burman while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Jaam tham le jaam tham le
Sochte hi sochte na bite sari raat
Jaam tham le, jaam tham le
Sochte hi sochte na bite sari raat
Jaam tham le

Saj ke aai hai shishe ki pari
Dhudh ke lai hai dilo ki khushi
Saj ke aai hai shishe ki pari
Dhudh ke lai hai dilo ki khushi
Jannat se kudarat ne bheja tere liye inam
Jannat se kudarat ne bheja tere liye inam
Duniya ke har dukh ka daru ek sunahari jaam
Jaam tham le jaam tham le
Sochte hi sochte na bite sari raat
Jaam tham le

bharatlyrics.com

Subah dur hai rat ki kasam
Dil ki man le mere sanam
Subah dur hai rat ki kasam
Dil ki man le mere sanam
Masti ki in ghadiyo mein
Kya soch samajh ka kam
Masti ki in ghadiyo mein
Kya soch samajh ka kam
Zulfo ke saye mein nada kar bhi le aaram
Jaam thaam le jaam tham le
Sochte hi sochte na bite sari raat
Jaam tham le.

Jaam Thaam Le Sochte Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jaam Thaam Le Sochte is from the Shahenshah (1953).

The song Jaam Thaam Le Sochte was sung by Shamshad Begum.

The music for Jaam Thaam Le Sochte was composed by Sachin Dev Burman.

The lyrics for Jaam Thaam Le Sochte were written by Sahir Ludhianvi.

The music director for Jaam Thaam Le Sochte is Sachin Dev Burman.

The song Jaam Thaam Le Sochte was released under the Saregama.

The genre of the song Jaam Thaam Le Sochte is Playful.