Jana Maine Jana lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Door Door Paas Paas (1987). Jana Maine Jana Romantic soundtrack was composed by Shyam Sagar with lyrics written by Sameer.
English
Jana maine jana
Ye tere bin hain hartaraf
Hain harkaheen jahan mein
Veerana veerana veerana..
Hmmm..
Zulfo se ghane badal
Mausam pe bikhar jaaye
Yaadon ke khat udda ke
Laati hain ye hawaye ye mana
O maine mana
Ye tere bin hain hartaraf
Hain harkaheen jahan mein
Veerana veerana veerana..
bharatlyrics.com
Ho kaheen deep jag magata
Kaheen shamma jhil milati
Aise main mujhe tere hain
Yaad bahut aati jana
Meri jana ye
Tere bin hain hartaraf
Hain harkaheen jahan mein
Veerana veerana veerana..
Jaana maine jaana
Ye tere bin hain hartaraf
Hai harkaheen jahan mein.