Jawaani Jhoom Ke Lyrics - Lata Mangeshkar

Jawaani Jhoom Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Daulat (1982). Jawaani Jhoom Ke Dance soundtrack was composed by Rahul Dev Burman with lyrics written by Muqtida Hasan Nida Fazli, Vithalbhai Patel.

bharatlyrics.com

Zindagi yeh zindagi
Do ghadi ki zindagi
Kaun jane kis bahane maut aa jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Zindagi yeh zindagi
Do ghadi ki zindagi
Kaun jane kis bahane maut aa jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Tere mere bich koyi duri na rahe
Pyas mere mann ki adhuri na rahe
Tere mere bich koyi duri na rahe
Pyas mere mann ki adhuri na rahe
Manchali main manchali
Aisi hu main manchali
Kaun jane kis bahane baat ban jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Aankhe na chura
Ham se aankhe toh mila
Rah na jaye aaj koyi shikawa gila
Aankhe na chura
Ham se aankhe toh mila
Rah na jaye aaj koyi shikawa gila
Are aa gayi mai aa gayi
Tere liye mai aa gayi
Kaun jane kis bahane raj khul jaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye

Sare ujale badal jayenge
Ham toh chupake se nikal jayenge
Sare ujale badal jayenge
Ham toh chupake se nikal jayenge
Ruk gayi main ruk gayi
Tere liye mai ruk gayi
Kaun jane kis bahane jam takaraye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye
Jawani jhoom ke gaye.

Jawaani Jhoom Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jawaani Jhoom Ke is from the Daulat (1982).

The song Jawaani Jhoom Ke was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Jawaani Jhoom Ke was composed by Rahul Dev Burman.

The lyrics for Jawaani Jhoom Ke were written by Muqtida Hasan Nida Fazli, Vithalbhai Patel.

The music director for Jawaani Jhoom Ke is Rahul Dev Burman.

The song Jawaani Jhoom Ke was released under the Saregama.

The genre of the song Jawaani Jhoom Ke is Dance.