Jhoomta Muskurata Chal Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Jhoomta Muskurata Chal lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Mauka (1956). The music of Jhoomta Muskurata Chal Playful track is composed by Asit Ganguly while the lyrics are penned by Abhilash.

Jhoomtaa muskuraata chal
Pyaar mein gungunaata chal
O mere mann ho ke magan
Sapne khushi ke sajaata chal
Jhoomtaa muskuraata chal
Pyaar mein gungunaata chal
O mere mann ho ke magan
Sapne khushi ke sajaata chal
Jhoomtaa

bharatlyrics.com

Phoolon bhari ye daaliyaan
Mehki mehki waadiyaan
Phoolon bhari ye daaliyaan
Mehki mehki waadiyaan
Kaliyon ka ye nikhra joban
Kaliyon ka ye nikhra joban
Nazron se tu churaata chal
O mere mann ho ke magan
Sapne khushi ke sajaata chal
Jhoomtaa

Mauqaa milaa hai sunehraa
Utthh gayaa gham ka pehraa
Mauqaa milaa hai sunehraa
Utthh gayaa gham ka pehraa
Aashaaon ki dharti par tu
Aashaaon ki dharti par tu
Duniya nayi basaata chal
O mere mann ho ke magan
Sapne khushi ke sajaata chal
Jhoomtaa muskuraata chal
Pyaar mein gungunaata chal
O mere mann ho ke magan
Sapne khushi ke sajaata chal.

Jhoomta Muskurata Chal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jhoomta Muskurata Chal is from the Mauka (1956).

The song Jhoomta Muskurata Chal was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

The music for Jhoomta Muskurata Chal was composed by Asit Ganguly.

The lyrics for Jhoomta Muskurata Chal were written by Abhilash.

The music director for Jhoomta Muskurata Chal is Asit Ganguly.

The song Jhoomta Muskurata Chal was released under the Saregama.

The genre of the song Jhoomta Muskurata Chal is Playful.