Jinki Yaadein Hain Lyrics - Anup Jalota

Jinki Yaadein Hain lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Moods Of Anup Jalota (1981). Jinki Yaadein Hain Ghazal soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Jinki yaadein hain abhi
Dil mein nishani ki tarah
Woh humen bhul gaye
Ek kahani ki tarah
Jinki yaadein hain

bharatlyrics.com

Dosto dhundh ke hum
Saa koi pyasa lao
Dosto dhundh ke hum
Saa koi pyasa lao
Ghum ke aansu bhi jo
Peete hain to paani ki tarah
Jinki yaadein hain

Ghum ko sheene mein
Chhupaye hue rakhana yaaro
Ghum ko sheene mein
Chhupaye hue rakhana yaaro
Ghum mehekte hain bahot
Raat ki raani ki tarah
Jinki yaadein hain

Tum hamare the tumhein
Yaad nahi hain shayad
Tum hamare the tumhein
Yaad nahi hain shayad
Din guzarte hain baraste
Hue paani ki tarah
Jinki yaadein hain

Aaj jo log tere ghum
Pe hase hain waali
Aaj jo log tere ghum
Pe hase hain waali
Kal tujhe yaad karenge
Wahin paani ki tarah
Jinki yaadein hain abhi
Dil mein nishani ki tarah
Woh humen bhul gaye
Ek kahani ki tarah
Jinki yaadein hain.

Jinki Yaadein Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jinki Yaadein Hain is from the Moods Of Anup Jalota (1981).

The song Jinki Yaadein Hain was sung by Anup Jalota.

The music for Jinki Yaadein Hain was composed by Anup Jalota.

The music director for Jinki Yaadein Hain is Anup Jalota.

The song Jinki Yaadein Hain was released under the Fontana India, Universal Music.

The genre of the song Jinki Yaadein Hain is Ghazal.