Jo Wada Kiya Woh Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Jo Wada Kiya Woh lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Taj Mahal (1963). The music of Jo Wada Kiya Woh Romantic track is composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) while the lyrics are penned by Sahir Ludhianvi.

Jo vaada kiya woh nibhaana padega
Roke zamaana chaahe roke khudaai
Tumko aana padega
Jo vaada kiya woh nibhaana padega

Tarasti nigaahon ne aawaz di hai
Mohabbat ki rahon ne awaaz di hai
Jaane hayaa jaane ada chodo tarsaana
Tumko aana padega
Jo vaada kiya woh nibhaana padega

Ye maana hamein jaan se jaana padega
Par ye samajh lo tumne jab bhi pukaara
Humko aana padega
Jo vaada kiya woh nibhaana padega

bharatlyrics.com

Hum apni wafaa pe na ilzaam lenge
Tumhe dil diya hai tumhe jaan bhi denge
Jab ishq ka sauda kiya, phir kya ghabraana
Humko aana padega
Jo vaada kiya woh nibhaana padega

Chamakte hain jab tak yeh chaand aur taare
Na tootenge ab keh do paimaan hamaare
Ek doosra jab de sadaa hoke dewaana
Humko aana padega
Jo vaada kiya woh nibhaana padega.

Jo Wada Kiya Woh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Jo Wada Kiya Woh is from the Taj Mahal (1963).

The song Jo Wada Kiya Woh was sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

The music for Jo Wada Kiya Woh was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan).

The lyrics for Jo Wada Kiya Woh were written by Sahir Ludhianvi.

The music director for Jo Wada Kiya Woh is Roshanlal Nagrath (Roshan).

The song Jo Wada Kiya Woh was released under the Saregama.

The genre of the song Jo Wada Kiya Woh is Romantic.