Kaafi Nahi Hai Chaand Lyrics - Asha Bhosle

Kaafi Nahi Hai Chaand lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Revolver Rani (2014). Kaafi Nahi Hai Chaand Romantic soundtrack was composed by Sanjeev Srivastava with lyrics written by Shaheen Iqbal.

Haha ha ha ha ha

Kaafi nahi hai chaand
Hamaare liye abhi
Aankhein taras rahin
Hain tumhaare liye abhi
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Intezaarmein
Yeh raat bhi ruki hai
Tumhaare liyeabhi
Kaafi nahi hai chaand
Hamaare liye abhi

Ja ke soye soye jaage
Manzar hain sab
Yeh khwaab ke
Ho poochho aake
Hmmmmuskura ke
Dil mein hoon kya kya daab ke
Badmaashiyaan behisaab
Angdaayian behijaab
Bebaak jazbaat
Hain saare aaha ha

Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Intezaarmein
Bechain har koi hai
Tumhaare liye abhi
Kaafi nahin hai
Chand hamare liye abhi

Saansein meri ab hain teri
Madhoshiyon ki
Qaid mein haan
Hai jo taari beqaraari
Jaane kahaan jaake thame
Sholon pe karke safar
Khushbu se ho kar badar
Olon mein lipte tthe
Sharaareaaha oho

bharatlyrics.com

Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Hum tanha beqaraar
Nahi intezaar mein
Intezaarmein
Badmast waqt bhi hai
Tumhaare liye abhi
Ha ha ha kaafi nahi hai
Chaand hamaare liye abhi.

Kaafi Nahi Hai Chaand Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kaafi Nahi Hai Chaand is from the Revolver Rani (2014).

The song Kaafi Nahi Hai Chaand was sung by Asha Bhosle.

The music for Kaafi Nahi Hai Chaand was composed by Sanjeev Srivastava.

The lyrics for Kaafi Nahi Hai Chaand were written by Shaheen Iqbal.

The music director for Kaafi Nahi Hai Chaand is Sanjeev Srivastava.

The song Kaafi Nahi Hai Chaand was released under the T-Series.

The genre of the song Kaafi Nahi Hai Chaand is Romantic.