Kaash lyrics, the song is sung by Call (Band) from Jilawatan (2005). The music of Kaash track is composed by Call (Band) while the lyrics are penned by .
Woh raastey gum na hotey
Ham sehra na bhataktey
In sadiyon kai safar mein
Us waqt jau thehar jaatey
Kuch to tum keh jaatey
Kuch to tum keh jaatey
Kuch to tum keh jaatey
Kuch to tum keh jaatey
Kabhee to milo gai
Kabhee to kaho gai
Ham jo yuhn na jaatey
Kaash thehar jaatey
Kabhee to milo gai
Kabhee to kaho gai
Ham jo yuhn na jaatey
Kaash thehar jaatey
Aaj bhee talaash hai
Woh raastey chaley thai jin pai
Is tarah kabhee yun saath saath
Hamesha us safar mein
bharatlyrics.com
Ham tum sai keh paatey
Ham tum sai keh paatey
Ham tum sai keh paatey
Ham tum sai keh paatey
Kabhee to milo gai
Kabhee to kaho gai
Ham jo yuhn na jaatey
Kaash thehar jaatey
Kabhee to milo gai
Kabhee to kaho gai
Ham jo yuhn na jaatey
Kaash theharjaatey.