KARIYAA HAAN LYRICS is recorded by Pawandeep Rajan and Priyanshi Srivastava from Desi Tadka Music label. The music of "KARIYAA HAAN" song is composed by Rameez Sohail, while the lyrics are penned by Kaushik Vikas.
Kariyaa Haan Lyrics
Jag pucheya mainu ki hua
Mainu teri kami khal rahi
Dil nu sambhale phir raha
Yaade teri hai ismein pal rahi
bharatlyrics.com
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan
Buleya tainu lakh samjhaava
Kitna main tujhko chahava
Teri meri ye jo dooriyan majbooriyan
Hai kab tak yaara
Sochun to soch mein tu hai
Puchho na aisa kyun hai
Juda hai tere naam se
Mera naam ye
Tu jaan le yaara
Kehne ko baat sa
Lafzon mein kehna kyun hai?
Meri aankhon ke zariye
Padh le tu bhi zara
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa haan
Main raahen takda intezaar kariyaa
Main tujhse hadd se zyada pyaar kariyaa
Main raahen takda intezaar kariyaa haan
Dil se dil baandh ke rakheya
Tujhko main saanjh ke rakheya
Maine har hai duaon mein
Haa duaon mein
Tujhe baandh ke rakheya
Dil se dil baandh ke rakheya
Tujhko main saanjh ke rakheya
Maine har hai duaon mein
Haa duaon mein
Tujhe baandh ke rakheya
