Kati Hai Gham Ki Raat Lyrics - Nina Mehta, Rajendra Mehta

Kati Hai Gham Ki Raat lyrics, the song is sung by Nina Mehta, Rajendra Mehta from Rahi Pyar Ke (2008). Kati Hai Gham Ki Raat Ghazal soundtrack was composed by Rajendra Mehta with lyrics written by Rajendra Mehta.

Kati hai gham ki raat
Bade ehtaraam se
Kati hai gham ki raat
Bade ehtaraam se
Aksar buja liya hain
Charago ko shaam se
Roshan hain apni bazm
Aur iss ehtamaam se
Kuchh dil bhi jal rahe hain
Charago ke naam se
Kati hai gham ki raat
Bade ehtaraam se

Kaati tamaam umra
Farebi bahaar mein
Kaati tamaam umra
Farebi bahaar mein
Kaante samet te rahe
Phoolo ke naam se
Kaante samet te rahe
Phoolo ke naam se

Subahe bahaar hum ko
Gulaabi rahi magar
Subahe bahaar hum ko
Gulaabi rahi magar
Hum khelate rahe
Kisi zulfon ki shaam se
Kati hai gham ki raat
Bade ehtaraam se

bharatlyrics.com

Ye aur baat hain ki
Ali hum na sun sake
Ye aur baat hain ki
Ali hum na sun sake
Aawaz usne di hain
Hamein har maqaam se
Aawaz usne di hain
Hamein har maqaam se
Aawaz usne di hain
Hamein har maqaam se
Aawaz usne di hain
Hamein har maqaam se.

Kati Hai Gham Ki Raat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kati Hai Gham Ki Raat is from the Rahi Pyar Ke (2008).

The song Kati Hai Gham Ki Raat was sung by Nina Mehta and Rajendra Mehta.

The music for Kati Hai Gham Ki Raat was composed by Rajendra Mehta.

The lyrics for Kati Hai Gham Ki Raat were written by Rajendra Mehta.

The music director for Kati Hai Gham Ki Raat is Rajendra Mehta.

The song Kati Hai Gham Ki Raat was released under the Universal Music.

The genre of the song Kati Hai Gham Ki Raat is Ghazal.