Kehta Tha Zamana Magar Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Kehta Tha Zamana Magar lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Aag Ka Dariya (1953). Kehta Tha Zamana Magar Sad soundtrack was composed by Vinod with lyrics written by Aziz Kashmiri.

Kehta tha zamana
Kehta tha zamana magar
Hamne na mana
Muskil hai bahut pyar ki
Rashmo ko nibhana
Rashmo ko nibhana
Ek aag ka dariya hai or
Dub ke jana
Or dub ke jana

Hamne bhi gujre dil se
Suna tha ye fasana
Hamne bhi gujre dil se
Suna tha ye fasana
Zulfo ke hasi jaal mein
Zulfo ke hasi jaal mein
Dil ko na fasana
Dil ko na fasana
Ek aag ka dariya hai or
Dub ke jana
Or dub ke jana

bharatlyrics.com

Mumkin nahi takdir ke
Mumkin nahi takdir ke
Likhe ko mitana
Katil hua karta hai
Katil hua karta hai
Nigaho ka nishana
Ab dil ko bachana
Ek aag ka dariya hai or
Dub ke jana
Or dub ke jana
Or dub ke jana.

Kehta Tha Zamana Magar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *