Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Lyrics - Mohammed Rafi

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Dulhan Ek Raat Ki (1967). The music of Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Masti track is composed by Madan Mohan Kohli while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Hai jis ki ye shay
Wo aake pehchane
Nahi to ise le jaye ge begane
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Khushbu hai is me
Gore gore hatho ki mashaallah
Khushbu hai is me
Gore gore hatho ki mashaallah
Mahak hai is me
Kali kali julafo ki vallah vallah
Jaldi aaja tu jaha hai
Haye madam tu kaha hai
Kaha hai, kaha hai, kaha hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

bharatlyrics.com

Chikani chikani in ki wo
Koi guddiya hogi
Chikani chikani in ki wo
Koi guddiya hogi
Ya fir tute danto wali gudiya hogi
Apne darsan ab karana
Ho raha hu mai deewana
Deewana, deewana, deewana
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Jiski ye shay hai
Uska pata mai kaise janu
Jiski ye shay hai
Uska pata mai kaise janu
Arey itni badi duniya me
Usko kaise dhundu
Log aaye wo na aayi
De raha hu mai duhayi
Duhayi, duhayi, duhayi
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Hai jis ki ye shay
Wo aake pehchane
Nahi to ise le jaye ge begane
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh.

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai is from the Dulhan Ek Raat Ki (1967).

The song Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai was sung by Mohammed Rafi.

The music for Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai was composed by Madan Mohan Kohli.

The lyrics for Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai were written by Raja Mehdi Ali Khan.

The music director for Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai is Madan Mohan Kohli.

The song Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai is Masti.