Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar, Preeti Sagar

Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar, Preeti Sagar from Jhutha Sach (1984). The music of Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana Kids, Masti track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Kisi ko khona kisi ko pana

bharatlyrics.com

Kisi ko khona kisi ko pana
Ye khel kitna pyara hai
Kisi ko khona kisi ko pana
Ye khel kitna pyara hai
Mil gaya mil gaya dhunde jisko dil
Chor pakda gaya chor pakda gaya

Kisi ko khona kisi ko pana
Ye khel kitna pyara hai
Kisi ko khona kisi ko pana
Ye khel kitna pyara hai
Mil gaya mil gaya dhunde jisko dil
Chor pakda gaya chor pakda gaya

Saikdo jatan se tum to mile
Kyu nahi laga lu chum le gale
Saikdo jatan se tum to mile
Kyu nahi laga lu chum le gale
Kitna khush hai dekho aaj dil
Chor pakda gaya chor pakda gaya

Roz mummy tum sang khelenge
Hum kabhi papa ko sath na lenge
Roz mummy tum sang khelenge
Hum kabhi papa ko sath na lenge
Tum hi sang ab lagta hai ye dil
Chor pakda gaya chor pakda gaya

Sath mai bhi khelta par kya karu
Pyar se bhi tumko chu nahi pau
Khush raho tum pyaro mere bina
Dukh diya ko maine maf kar dena
Kya kahu kitna roye mera dil
Chor pakda gaya chor pakda gaya.

Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana is from the Jhutha Sach (1984).

The song Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana was sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar and Preeti Sagar.

The music for Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana was composed by Rahul Dev Burman.

The lyrics for Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana is Rahul Dev Burman.

The song Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana was released under the Saregama.

The genre of the song Kisi Ko Khona Kisi Ko Pana is Kids, Masti.