Kismat Mein Yahi Likha Tha Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Kismat Mein Yahi Likha Tha lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Hanste Aansoo (1950). The music of Kismat Mein Yahi Likha Tha Happy track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Woh dikhlake hum ko police ka ye thhana
Na jaane kidhar ho gaye hai rawaana
Samaj te the unse mohabbat milegi
Magar us ke badle mila jail khaana

bharatlyrics.com

Kismat mein yahin likha tha
Kismat mein yahin likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana
Kismat mein yahi likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana

Wo dil tod dete jigar phod dete
Chale jaate gar chaahte thhe woh jaana
Magar unko ye haq to hargiz nahin thha
Hamen laake aisi jagah par phansaana
Kismat mein yahi likha tha
Kismat mein yahi likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana
Kismat mein yahin likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana

Gul machaana na samjho daroga aa
Ye hain apni bardaadiyon ka fasaana
Hai baithe yahaan tere mehmaan ban kar
Na taqiyaa na bistar na roti na khaana
Kismat mein yahi likha tha
Kismat mein yahi likha tha
Hum roye hanse zamaana
Hum roye hanse zamaana.

Kismat Mein Yahi Likha Tha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kismat Mein Yahi Likha Tha is from the Hanste Aansoo (1950).

The song Kismat Mein Yahi Likha Tha was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

The music for Kismat Mein Yahi Likha Tha was composed by Ghulam Mohammad.

The lyrics for Kismat Mein Yahi Likha Tha were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Kismat Mein Yahi Likha Tha is Ghulam Mohammad.

The song Kismat Mein Yahi Likha Tha was released under the Saregama.

The genre of the song Kismat Mein Yahi Likha Tha is Happy.