Koi Bahar Ban Ke Lyrics - Suman Kalyanpur

Koi Bahar Ban Ke lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur from Insaaf Ka Mandir (1969). Koi Bahar Ban Ke Romantic soundtrack was composed by Sapan Jagmohan with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.

Koi bahar ban ke
Koi bahar ban ke
Aaye bheegi raato mein
Khoyi khoyi aankho mein
Ghul jaaye pyaar ban ke
Koi bahar ban ke

Rangeen sa yeh aanchal
Leharaye yun pawan mein
Sawan mein jaise koi
Badal ude gagan mein
Phoolo ka pyaar ban ke
Koi bahar ban ke
Koi bahar ban ke
Aaye bheegi raato mein
Khoyi khoyi aankho mein
Ghul jaaye pyaar ban ke
Koi bahar ban ke

bharatlyrics.com

Takti hai raah kab se
Tanhayiya kisi ki
Sapno mein dekhte ham
Parchhayiya kisi ki
Main intzaar ban ke
Koi bahar ban ke
Koi bahar ban ke
Aaye bheegi raato mein
Khoyi khoyi aankho mein
Ghul jaaye pyaar ban ke
Koi bahar ban ke

Dhadkan mein aa basa hai
Geeto mein dhal raha hai
Yeh kaun jo meri
Saanso mein chal rah hai
Ek raaz dar ban ke
Koi bahar ban ke
Koi bahar ban ke
Aaye bheegi raato mein
Khoyi khoyi aankho mein
Ghul jaaye pyaar ban ke
Koi bahar ban ke.

Koi Bahar Ban Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Koi Bahar Ban Ke is from the Insaaf Ka Mandir (1969).

The song Koi Bahar Ban Ke was sung by Suman Kalyanpur.

The music for Koi Bahar Ban Ke was composed by Sapan Jagmohan.

The lyrics for Koi Bahar Ban Ke were written by Naqsh Lyallpuri.

The music director for Koi Bahar Ban Ke is Sapan Jagmohan.

The song Koi Bahar Ban Ke was released under the Saregama.

The genre of the song Koi Bahar Ban Ke is Romantic.