KOORIYE LYRICS IN HINDI: कूरिए This Playful song is sung by Raj Pandit & released by Salim Sulaiman. KOORIYE song was composed by Raj Pandit, with lyrics written by IP Singh. The music video of this track is picturised on Raj Pandit and Zoya Afroz.
कूरिए Kooriye Lyrics in Hindi
मेरा खुदा खुद ही हुआ
हैरान रे
आँखों में जो उतरा तेरा
चेहरा रे
मरकज़ दिल का
अब तू ही है हुआ
तेरे नाम ही हैं सब किनारे
कूरिए सोन कूरिए
जरा बता दे
कूरिए मेरी कूरिए
ये क्या हुआ रे कूरिए
आखो शहरी शीराज़ो
आखो शहरी शीराज़ो
वादी ये करती इशारे
हो रही एक हसीन इब्तिदा रे
सीने में धड़कन मैं फूँकूँ
या करूँ जिस्म को ही फ़ना रे
होके मैं लापता
आया तेरी गली में था
तुझे मिलके मैं फिर गुम हुआ रे
कूरिए सोन कूरिए
जरा बता दे
कूरिए मेरी कूरिए
ये क्या हुआ रे कूरिए
आखो शहरी शीराज़ो
मेरा खुदा खुद ही हुआ हैरान
हैरान रे
आखो शहरी शीराज़ो
मेरी कूरिए
Kooriye Lyrics
Mera khuda khud hi hua
Hairaan re
Aankhon mein jo utra tera
Chehra re
Markaz dil ka
Ab tu hi hai hua
Tere naam hi hain sab kinaare
Kooriye son kooriye
Zara bata de
Kooriye meri kooriye
Yeh kya hua re kooriye
Aakho shehri sheeraazo
Aakho shehri sheeraazo
Vaadi yeh karti ishaare
Ho rahi ek haseen ibtida re
Seene mein dhadkan main phookoon
Ya karoon jism ko hi fanaa re
Hoke main laapata
Aaya teri gali mein tha
Tujhe milke main phir gum hua re
Kooriye son kooriye
Zara bata de
Kooriye meri kooriye
Yeh kya hua re kooriye
Aakho shehri sheeraazo
Mera khuda khud hi hua hairaan
Hairaan re
Aakho shehri sheeraazo
Meri kooriye