Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai Lyrics - Javed Ali

Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai lyrics, the song is sung by Javed Ali from M3: Midsummer Midnight Mumbai (2014). The music of Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai Love, Romantic track is composed by Sujeet Chaubey while the lyrics are penned by .

Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Na doori rahe sanam
Kasam hai tumhein kasam
Kiye rooh tak utar jaane ki hi baat hai

bharatlyrics.com

Dil mein lagi ik aag hai
Jhoome jiya sanam
Choome to jo badan
Lag jaaye teri lagan
Jalti hai kyun agan
Bujhne bijhane ki yeh ghadi aaj hai

Oo mehki mehki hai yeh hawa
Chhane laga nasha
Bhaye na dil pe ghazab
Teri ye madhoshiya
Main bekhabar ho gaya
Na bijali na baadal na barsaat hai
Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai

Labon se labon ki mulakaat hai
Mohabbat nibhane ki yeh raat hai
Na doori rahe sanam
Kasam hai tumhein kasam
Kiye rooh tak utar jaane ki hi baat hai.

Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai is from the M3: Midsummer Midnight Mumbai (2014).

The song Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai was sung by Javed Ali.

The music for Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai was composed by Sujeet Chaubey.

The music director for Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai is Sujeet Chaubey.

The song Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai was released under the SRK Music.

The genre of the song Labon Se Labon Ki Mulakaat Hai is Love, Romantic.