लमहों में Lamhon Mein Lyrics - Amit Mutreja, Gul Saxena

LAMHON MEIN LYRICS IN HINDI: लमहों में, The song is sung by Amit Mutreja and Gul Saxena and released by Ravi Moka label. LAMHON MEIN is a Playful song, composed by Ravi Moka, with lyrics written by Kunwar Juneja.

लमहों में Lamhon Mein Lyrics in Hindi

शेहर मेँ तू पानी जैसे
अंधेरों में चाँदनी जैसे
ख्वाबों में उम्मीदों में
तुम गुनगुनाओ मुझ में
इन लमहों में लमहों में

पहली बूंदें बारिश जैसे
साँसें तेरी अब सहलाती है
आँखों में लाखों बातें
बिन बोले हो जाती हैं
इन लमहों में

भारतलिरिक्स.कॉम

मेरी धड़कने मुझको ले चले
उस जगह जहाँ पे है दिलबर मेरा
तेरी सादगी मुस्कुरा रही
तुमको मिलके जाना ये आशिकी है क्या
मैं तुम्हें सौंप दूँ
जो मेरा चाहिए साथ बस अब तेरा

ये खुशी पहले न थी
न ऐसे सपने हो न ये ज़िंदगी
न ऐसी चाहत न ऐसी राहत
न ये इबादत
तुमसे मिलके जो मैंने पाया
इश्क़ तुमने ही है सिखाया
दिल ये कहाँ ले आया ले आया

बिना कुछ बोले मुझे जाना पड़ा
Our country needs me
मुझे पता है तुम भी
मुझे यही कहते
You know I love you forever
जीत हमारी हो
Will be back soon जय हिंद

Lamhon Mein Lyrics

Shehar mein tu paani jaise
Andheron mein chandni jaise
Khwabon mein ummeedon mein
Tum gungunao mujh mein
In lamhon mein lamhon mein

Pehli boondein baarish jaise
Saansen teri ab sahlati hai
Aankhon mein laakhon baatein
Bin bole ho jaati hain
In lamhon mein

bharatlyrics.com

Meri dhadkane mujhko le chale
Uss jagah jahan pe hai dilbar mera
Teri saadgi muskura rahi
Tumko milke jaana ye aashiqui hai kya
Main tumhe saunp doon
Jo mera chahiye saath bas ab tera

Ye khushi pehle na thi
Na aise sapne ho na ye zindagi
Na aisi chahat na aisi raahat
Na ye ibadat
Tumse milke jo maine paaya
Ishqa tumne hi hai sikhaya
Dil ye kahan le aaya le aaya

Bina kuch bole mujhe jaana pada
Our country needs me
Mujhe pata hai tum bhi
Mujhe yahi kehte
You know i love you forever
Jeet humari ho
Will be back soon jai hind

Lamhon Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Lamhon Mein is from the Ravi Moka.

The song Lamhon Mein was sung by Amit Mutreja and Gul Saxena.

The music for Lamhon Mein was composed by Ravi Moka.

The lyrics for Lamhon Mein were written by Kunwar Juneja.

The music director for Lamhon Mein is Ravi Moka.

The song Lamhon Mein was released under the Ravi Moka.

The genre of the song Lamhon Mein is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *