Maat Pita Ka Naam Lyrics - Mahendra Kapoor

Maat Pita Ka Naam lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Shravan Kumar (1956). Maat Pita Ka Naam Happy soundtrack was composed by Shivram Krishna with lyrics written by Bharat Vyas.

Maat pita ka naam gunjta
Maat pita ka naam gunjta
Jiski aakhiri sans mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein

Maat pita ka naam gunjta
Jiski aakhiri sans mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade

Kath sharvan ki sharvan karo
Har bol lagega pyara
Chalak uthegi kano mein
Jaise amrit ki dhara
Chod andhera aa jao
Chod andhera aa jao
Poonam ke puran parkash me
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade

bharatlyrics.com

Maat pita ka naam gunjta
Pal pal jiski sans mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas me
Koi aisa lal batade

Ek taraf dunia ke sukh the
Bhog vilash ki maya
Ek taraf maa baap ki seva
Karam yahi man bhaya
Sukh dukh ne din me rat me
Sada raha jo paas mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade

Har kate ko phul samajh kar
Jisne gale lagaya
Mamta ki godi mein jisne
Apna swarg basaya
Seva ka sansar basa tha
Is charno ke das mein
Koi aisa lal bata de
Dunia ke itihas mein
Dunia ke itihas mein
Koi aisa lal batade.

Maat Pita Ka Naam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Maat Pita Ka Naam is from the Shravan Kumar (1956).

The song Maat Pita Ka Naam was sung by Mahendra Kapoor.

The music for Maat Pita Ka Naam was composed by Shivram Krishna.

The lyrics for Maat Pita Ka Naam were written by Bharat Vyas.

The music director for Maat Pita Ka Naam is Shivram Krishna.

The song Maat Pita Ka Naam was released under the Saregama.

The genre of the song Maat Pita Ka Naam is Happy.