Maikhano Ki Taraf Janna Lyrics - Shishir Parkhie

Maikhano Ki Taraf Janna lyrics, the song is sung by Shishir Parkhie from Once More (2009). Maikhano Ki Taraf Janna Ghazal soundtrack was composed by Shailesh Dani, Shishir Parkhie with lyrics written by .

Tera haseen chehara
Aur khusgawar mausam
Tera haseen chehara
Aur khusgawar mausam
Barso ke baad aaya ye
Shaandar mausam
Berukhi inayat shararat
Aur mohabbat
Ek din mein tere husn ke
Ye char char mausam

Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf

bharatlyrics.com

Usne mujhe jo dekha
To yun laga yaaro
Usne mujhe jo dekha
To yun laga yaaro
Usne mujhe jo dekha
To yun laga yaaro
Pariyaan bhi dekhati
Hain insano ki taraf
Pariyaan bhi dekhati
Hain insano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf

Tu imaan leke apna
Tu imaan leke apna
Khayega thokare hi
Tu imaan leke apna
Khayega thokare hi
Tu imaan leke apna
Khayega thokare hi
Duniya ki hain inayat
Baimano ki taraf
Duniya ki hain inayat
Baimano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf

Jab tak teri nazar mein
Ye mastiyan hain saqi
Jab tak teri nazar mein
Ye mastiyan hain saqi
Jab tak teri nazar mein
Ye mastiyan hain saqi
Dekhega koan aakhir
Paimano ki taraf
Dekhega koan aakhir
Paimano ki taraf
Hum to nikal pade hain
Hum to nikal pade hain
Maikhano ki taraf janna
Jaana hain jisko jaaye
Boot khano ki taraf.

Maikhano Ki Taraf Janna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Maikhano Ki Taraf Janna is from the Once More (2009).

The song Maikhano Ki Taraf Janna was sung by Shishir Parkhie.

The music for Maikhano Ki Taraf Janna was composed by Shailesh Dani, Shishir Parkhie.

The music director for Maikhano Ki Taraf Janna is Shailesh Dani, Shishir Parkhie.

The song Maikhano Ki Taraf Janna was released under the T-Series.

The genre of the song Maikhano Ki Taraf Janna is Ghazal.