Main Janam Janam Ki lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Ayodhyapati (1956). The music of Main Janam Janam Ki Happy track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Saraswati Kumar Deepak.
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
bharatlyrics.com
Sawariya le aaj laaz ka ghunghat khola
Sawariya le aaj laaz ka ghunghat khola
Man matwala jhumke bhi kuch na bola
Kitne bhole bhale hai
Mere jivan dhan abhilashi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Bagiya mein papiha bole
Mere man mein prem ras ghole
Ek jhalak dikhla kar parbhu ne
Kar di dur udasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala
Sapno ki kaliya chunkar hoti warmala
Pritam ne aakar mere
Man mein kiya ujala
Rom rom mein rame huye hai
Mere nain nivasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi
Main janam janam ki dasi re
Baar baar darshan pakar bhi
Rahu darash ki pyasi.