Mere Ae Dil Bata Lyrics - Lata Mangeshkar

Mere Ae Dil Bata lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955). The music of Mere Ae Dil Bata Sad track is composed by Vasant Desai while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Mere aye dil bata mere
Aye dil bata pyar tune kiya
Payi maine saja kya
Karu kya karu
Kya karu kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata

bharatlyrics.com

Too khushi ke
Samandar se khela kiya
Kis maje se mujhe
Tune dhokha diya
Tujhko moti mile
Mujhko aansu mile
Kya karu kya karu
Kya karu kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata

Too toh pagal raha
Pyar ke rag me
Tune dala mujhe
Dard ki aag me
Teri kismat khuli
Meri duniya jali
Kya karu kya karu
Kya karu kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata
Pyar tune kiya
Payi maine saja
Kya karu kya karu
Kya karu kya karu
Mere aye dil bata
Mere aye dil bata

Mruda banko chali
Ram ke sath me
Sukh ko thukara diya
Tyag ke kanto par
Hasake chal rahi
Ye janak ki sita
Mere ye dil bata
Kya karu kya karu
Maharani mira ne jogan ban
Mehaloka tyag kiya
Le iktara chali dhundne
Manmohan kah pata.

Mere Ae Dil Bata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mere Ae Dil Bata is from the Jhanak Jhanak Payal Baaje (1955).

The song Mere Ae Dil Bata was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Mere Ae Dil Bata was composed by Vasant Desai.

The lyrics for Mere Ae Dil Bata were written by Hasrat Jaipuri.

The music director for Mere Ae Dil Bata is Vasant Desai.

The song Mere Ae Dil Bata was released under the Saregama.

The genre of the song Mere Ae Dil Bata is Sad.