Mere Daras Deewane Nain Lyrics - Shanti Sharma

Mere Daras Deewane Nain lyrics, the song is sung by Shanti Sharma from Veer Ghatotkach (1949). Mere Daras Deewane Nain Sad soundtrack was composed by S. N. Tripathi with lyrics written by Ramesh Joshi.

Mere dars deewane nain re
Piya kahe piya kahe der lagaye
Ho piya kahe der lagaye

Mere dars deewane nain re
Piya kahe piya kahe der lagaye
Ho piya kahe der lagaye

Tere prem mein bani bawri
Kahe sudh bisrayi
Tere naam ki mala japti
Pee ki ratan lagayi
Tere naam ki mala japti
Pee ki ratan lagayi
Mere man ko na
Aaye chain re piya kahe
Piya kahe der lagaye
Ho piya kahe der lagaye

bharatlyrics.com

Neele gagan mein
Chanda chamke
Man mein aag lagaye
Neele gagan mein
Chanda chamke
Man mein aag lagaye
Main to dekhu bat piya ki
Naino mein deep jalaye
Mai to dekhu bat piya ki
Naino mein deep jalaye
Meri bairan ho gayi rain re
Piya kahe der lagaye
Ho piya kahe der lagaye

Is birhan ko bhul gaye
Jo ro ro tujhko bulaye
Tere path pe khadi rahi
Piya bhule se na aaye
Tere path pe khadi rahi
Piya bhule se na aaye
Tera panth nihare nain re
Ho piya kahe
Ho piya kahe der lagaye
Mere dars deewane nain re
Piya kahe piya kahe der lagaye
Ho piya kahe der lagaye.

Mere Daras Deewane Nain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mere Daras Deewane Nain is from the Veer Ghatotkach (1949).

The song Mere Daras Deewane Nain was sung by Shanti Sharma.

The music for Mere Daras Deewane Nain was composed by S. N. Tripathi.

The lyrics for Mere Daras Deewane Nain were written by Ramesh Joshi.

The music director for Mere Daras Deewane Nain is S. N. Tripathi.

The song Mere Daras Deewane Nain was released under the Saregama.

The genre of the song Mere Daras Deewane Nain is Sad.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *