Meri Baat Rahi Mere Mann Me Lyrics - Asha Bhosle

Meri Baat Rahi Mere Mann Me lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Sahib Bibi Aur Ghulam (1962). The music of Meri Baat Rahi Mere Mann Me Sad track is composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me
Mere sapane adhure huye
Nahi pure aag lagi jivan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me

O rasiya mann basiya nas
Nas me ho tum hi samaaye
Mere naina kaare baina
Mera dard naa tum sun paaye
Jiya mora pyaasa raha saawan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me

bharatlyrics.com

Kuchh kahate kuchh sunate
Kyon chale gaye dil ko masal ke
Meri duniya huyi suni
Buja aas kaa dipak jaan ke
Chhaaya re andhera meri aakhiya me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me

Tum aao ke na aao piya
Yaad tumhaari mere sang hain
Tumhe kaise yeh bataau mere
Prit kaa niraala ik rang hain
Laga ho yeh neha jaise bachapan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me
Mere sapane adhure huye
Nahi pure aag lagi jivan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me
Meri baat rahi mere mann me
Kuchh kah naa saki uljhan me.

Meri Baat Rahi Mere Mann Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Meri Baat Rahi Mere Mann Me is from the Sahib Bibi Aur Ghulam (1962).

The song Meri Baat Rahi Mere Mann Me was sung by Asha Bhosle.

The music for Meri Baat Rahi Mere Mann Me was composed by Hemanta Kumar Mukhopadhyay.

The lyrics for Meri Baat Rahi Mere Mann Me were written by Shakeel Badayuni.

The music director for Meri Baat Rahi Mere Mann Me is Hemanta Kumar Mukhopadhyay.

The song Meri Baat Rahi Mere Mann Me was released under the Saregama.

The genre of the song Meri Baat Rahi Mere Mann Me is Sad.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *