Meri Zindagi Ke Charag Ko Lyrics - Lata Mangeshkar

Meri Zindagi Ke Charag Ko lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Jaal (1967). The music of Meri Zindagi Ke Charag Ko Playful track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Raja Mehdi Ali Khan.

Meri zindagi ke charag ko
Teri berukhi ne bujha diya
Meri zindagi ke charag ko
Teri berukhi ne bujha diya
Tere rashte ki mai khak hu
Mujhe aaj tune bata diya
Meri zindagi ke charag ko
Teri berukhi ne bujha diya
Meri zindagi ke charag ko

bharatlyrics.com

Tujhe pake bhi teri justzu
Tujhe milke bhi teri aarzu
Tujhe pake bhi teri justzu
Tujhe milke bhi teri aarzu
Tujhe milke bhi teri aarzu
Tere paas lake nasib ne
Mujhe kitni dur hata diya
Tere rashte ki mai khak hu
Mujhe aaj tune bata diya
Meri zindagi ke charag ko

Tu wo phul jisme wafa nahi
Mai wo dard jiski dawa nahi
Tu wo phul jisme wafa nahi
Mai wo dard jiski dawa nahi
Mai wo dard jiski dawa nahi
Tujhe dekh kar jo ye lab hase
Teri aarzu ne rula diya
Tere rashte ki mai khak hu
Tune aaj mujhe bata diya
Meri zindagi ke charag ko
Teri berukhi ne bujha diya
Meri zindagi ke charag ko.

Meri Zindagi Ke Charag Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Meri Zindagi Ke Charag Ko is from the Jaal (1967).

The song Meri Zindagi Ke Charag Ko was sung by Lata Mangeshkar.

The lyrics for Meri Zindagi Ke Charag Ko were written by Raja Mehdi Ali Khan.

The song Meri Zindagi Ke Charag Ko was released under the Saregama.

The genre of the song Meri Zindagi Ke Charag Ko is Playful.