Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye Lyrics - Sadhana Sargam, Udit Narayan

Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye lyrics, the song is sung by Sadhana Sargam, Udit Narayan from Kaaboo (2002). Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye Romantic soundtrack was composed by Anchal Talesara with lyrics written by .

Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Din bhar dyuti ke chakkar mein
Pyaar ka na koi pal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Din bhar dyuti ke chakkar mein
Pyaar ka na koi pal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye

Haalat hai kya meri jaane ramji
Kaise kahu tumse hai kitna kaam ji
Haalat hai kya meri jaane ramji
Kaise kahu tumse hai kitna kaam ji
Main teri sajn ho jaaungi
Tere khatir main mit jaaungi
Main teri sajn ho jaaungi
Tere khatir main mit jaaungi
Ab aaye sajan aur abhi abhi kyum chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye

bharatlyrics.com

Chahat mein behake hai mere kadam
Zid na karo tumko meri kasam
Chahat mein behake hai mere kadam
Zid na karo tumko meri kasam
Mujhe chhuna nahi ja jaaunga
Waada hai mera phir aaunga
Mujhe chhuna nahi ja jaaunga
Waada hai mera phir aaunga
Jaadu kaisa mere rabba is pe kar diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Din bhar dyuti ke chakkar mein
Pyaar ka na koi pal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye
Mujhe dekhe muskuraye aur chal diye.

Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye is from the Kaaboo (2002).

The song Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye was sung by Sadhana Sargam and Udit Narayan.

The music for Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye was composed by Anchal Talesara.

The music director for Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye is Anchal Talesara.

The song Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye was released under the SRK Music.

The genre of the song Mujhe Dekhe Muskuraye Aur Chal Diye is Romantic.