NA INSAAFI LYRICS: Na Insaafi is a Playful song, voiced by Tanishk Bagchi from Tanishk Bagchi. The song is composed by Tanishk Bagchi, with lyrics written by Tanishk Bagchi.
Na Insaafi Lyrics
Mushkil hai kitna karna pyaar to yeh batana
Itna bura kya main hoon jaana
Jitna main sochu tujhko fikr tera hota hai
Itna meri fikr tujhe hai jaana
Jitne tere yaar nahi hain utna main akela
Aaye mujhe yaad teri jo tanha ro doon
Aisi na insaafi mere saath kyun hoti hai
Jisko deta hoon main dil yeh tod dil deti hai
Tere hisse aayi duniya mere hisse judai
Apna jisko samjha paraya bol yeh deti hai
bharatlyrics.com
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Khwab sajaaye rakhe the jo phenk diya tune
Tu hi hai kamzori meri dekh liya tune
Kis haalat mein hoon kya yeh tujhe ab fark nahi padta
Har haalat mein tera saath diya tha kabhi yaad kiya tune?
Haan tune saath jo chhoda
Haan dil mera toda
Haan ab dar hai mujhe
Khudko na kahin kho doon
Aisi na insaafi mere saath kyun hoti hai
Jisko deta hoon main dil yeh tod dil deti hai
Tere hisse aayi duniya mere hisse judai
Apna jisko samjha paraya bol yeh deti hai
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
Aa aa
