Naadan Na Ban Lyrics - Mohammed Rafi

Naadan Na Ban lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Rangila (1953). The music of Naadan Na Ban Qawwali track is composed by Jamal Sen while the lyrics are penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Naadan na ban aye matwale
Kyo husn pe yu deewana hai
Are kuch hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hai
Kuch hath nahi aane vala
Pachatana hi pachatana hai

Chhedna yu rah chalte
Gair ko achha nahi
Khopadi par pair ki
Juti na pad jaye kahi
Mane na mane teri marji
Par kam mera samjana hai
Kuch hath nahi aane vala
Pachatana hi pachatana hai

bharatlyrics.com

Teri tirachhi najar ko
Dekhate hai dekhne wale
Kahi aisa na ho
Pad jaye teri jaan ke lale
Hai kam bura in kam ka
Anjam kachhari thana hai
Kuch hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hai

Gale padne ki aadat
Husn walo ki nahi bhati
Mohabbat aap hoti hai
Mohabbat ki nahi jati
Ye pyar najar ka dokha hai
Ye dil ko fakat balana hai
Kuch hath nahi aane wala
Pachatana hi pachatana hai.

Naadan Na Ban Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Naadan Na Ban is from the Rangila (1953).

The song Naadan Na Ban was sung by Mohammed Rafi.

The music for Naadan Na Ban was composed by Jamal Sen.

The lyrics for Naadan Na Ban were written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

The music director for Naadan Na Ban is Jamal Sen.

The song Naadan Na Ban was released under the Saregama .

The genre of the song Naadan Na Ban is Qawwali.