Nazar Bhi Khoyi Khoyi Lyrics - Lata Mangeshkar

Nazar Bhi Khoyi Khoyi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Madari (1959). The music of Nazar Bhi Khoyi Khoyi Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Farooq Qaiser.

Nazar khoi khoi hai
Kadam bhi dagmagaye
Hai
Kisi ko kya khabar
Hum teri mehfil me kyu
Aye hai

Tumahre pyar ka nasha
Humare dil pe cha
Gaya
Lage behkne ab
Kadam o balma
O sajna o balma
O sajna
Tumahre pyar ka nasha
Humare dil pe cha
Gaya
Lage behkne ab
Kadam o balma
O sajna o balma
O sajna

bharatlyrics.com

Dur se aji dur se
Dekho na mujh
Haye dur se
Dur se aji dur se
Dekho na mujh
Haye dur se
Kareb aa jao
Jiya na tadpao
Kareb aa jao
Jiya na tadpao
Sun lo sun lo
Na muh fairo
Tumahre pyar ka nasha
Humare dil pe cha
Gaya
Lage behkne ab
Kadam o balma
O sajna o balma
O sajna

Man ja piya man ja
Lage na jiya haye
Man ja
Man ja piya man ja
Lage na jiya haye
Man ja
Na nind ati hai
Na jan jati hai
Na nind ati hai
Na jan jati hai
Chodo chodo ji hat chodo
Tumahre pyar ka nasha
Humare dil pe cha
Gaya
Lage behkne ab
Kadam o balma
O sajna o balma
O sajna.

Nazar Bhi Khoyi Khoyi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Nazar Bhi Khoyi Khoyi is from the Madari (1959).

The song Nazar Bhi Khoyi Khoyi was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Nazar Bhi Khoyi Khoyi was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The lyrics for Nazar Bhi Khoyi Khoyi were written by Farooq Qaiser.

The music director for Nazar Bhi Khoyi Khoyi is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The song Nazar Bhi Khoyi Khoyi was released under the Saregama.

The genre of the song Nazar Bhi Khoyi Khoyi is Romantic.