Nigahein Milane Ko Jee Chahta Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Parai Aag (1948). Nigahein Milane Ko Jee Chahta Hai Romantic soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Tanvir Naqvi.
Nigahein milane ko jee chahta hai
Nigahein milane ko jee chahta hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Nigahein milane ko jee chahta hai
Agar dur se ham tujhe dekhte hai
Agar dur se ham tujhe dekhte hai
Tere paas aane ko jee chahata hai
Tere paas aane ko jee chahata hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Nigahein milane ko jee chahta hai
Wo baate jo tere tasvvoor se ki hai
Wo baate jo tere tasvvoor se ki hai
Tujhe bhi sunane ko jee chahta hai
Tujhe bhi sunane ko jee chahta hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Nigahein milane ko jee chahta hai
bharatlyrics.com
Teri raah mein tere har har kadam par
Teri raah mein tere har har kadam par
Nigahein bichhane ko jee chahta hai
Nigahein bichhane ko jee chahta hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Tujhe aazmane ko jee chahata hai
Nigahein milane ko jee chahta hai.