O Maina Mastani lyrics, the song is sung by Radharani from Jungle Princess (1942). The music of O Maina Mastani Happy track is composed by Maadhulal Damodar Master while the lyrics are penned by Pandit Indra Chandra.
O maina o maina mastani
O maina o maina mastani
O pinjare ki rani
O pinjare ki rani
Teri ek anuthi yahi kahani
O pinjare ki rani
Teri ek anuthi yahi kahani
O maina o maina mastani
bharatlyrics.com
Babul ko samjhaya
Babul ko samjhaya
Aur pee par joban chaya
Aur pee par joban chaya
Teri thadap rahi hai kaya
Teri thadap rahi hai kaya
Piya ghabraya jiya lalchaya
Piya tarsaya
Piya ghabraya jiya lalchaya
Piya tu aaya
Nadi kinare baithi pyasi
Bare aankh mein pani
Nadi kinare baithi pyasi
Bare aankh mein pani
O sun le deewani
Teri yaad kahe kahani
O sun le deewani
Teri yaad kahe kahani
O maina o maina mastani
Ye nazare ye nazare ye nazare
Karte hai mujhko ishare
Karte hai mujhko ishare
Meri fadak rahi hai aankhe
Meri fadak rahi hai aankhe
Meri fadak rahi hai aankhe
Meri fadak rahi hai aankhe
Pal pal beete baras barbar
Pal pal beete baras barbar
Barso ki zindagani
Barso ki zindagani
O pinjare ki rani
Teri ek anuthi yahi kahani
O pinjare ki rani
Teri ek anuthi yahi kahani.