O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek Lyrics - Mohammed Rafi

O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Nai Maa (1960). The music of O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek Playful track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Sarvar.

O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua
O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua
Do rupaiya badhwa do pagar babua
O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua

bharatlyrics.com

Ek achambha dekh ke hum to
Rah gaye hakka bakka
Ek achambha dekh ke hum to
Rah gaye hakka bakka
Hum se gir gaya hathi niche
Chiti mare sapakka
Hum se gir gaya hathi niche
Chiti mare sapakka
Hathiya karat hai bajariya ma pukar babua
Hathiya karat hai bajariya ma pukar babua
Do rupaiya badhwa do pagar babua
O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua

Gidad ban gaya ban ka raja
Sher bana chapdasi
Gidad ban gaya ban ka raja
Sher bana chapdasi
Billi khala kare wajaras
Bani sherni dasi
Billi khala kare wajaras
Bani sherni dasi
Badla sara jag ka karobar babua
O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua

Ek roz ka jikar sunau lagi nadi ma aag
Ek roz ka jikar sunau lagi nadi ma aag
Dhol bajawe machli sari magar ne chheda rag
Dhol bajawe machli sari magar ne chheda rag
Gaon mein tara tara tara
Gaon mein tara tara tara mendaki madar babua
Do rupaiya badhwa do pagar babua
O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua

Palat gaya duniya ka pasa ee na pucho kaise
Tumhare khatir admi se hum bane janwar jaise
Tumhare khatir admi se hum bane janwar jaise
Hum ghoda hai tohar tu sawar babua
Hum ghoda hai tohar tu sawar babua
Do rupaiya badhwa do pagar babua
O sun le chhoti si arjiya ek hamar babua.

O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek is from the Nai Maa (1960).

The song O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek was sung by Mohammed Rafi.

The music for O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

The lyrics for O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek were written by Sarvar.

The music director for O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek is Ravi Shankar Sharma (Ravi).

The song O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek was released under the Saregama.

The genre of the song O Sun Le Chhoti Si Arjiya Ek is Playful.