Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Pagle Manwa Ab Rota Hai lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Bhishma Pratigya (1950). Pagle Manwa Ab Rota Hai Playful soundtrack was composed by S.K. Pal with lyrics written by Manohar Lal Khanna.

O o pagle
Manwa aa
Manwaa
Rota hai kyun un
Ab rota hai kyun

bharatlyrics.com

O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun
O pagle manwa aa
Rota hai kyun
Ab rota hain kyun
Jhoothhi aas lagaake
Ret ke mahal banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun

Chandaa ke todne ko
Haath badhaaya kyun
Chandaa ke todne ko
Haath badhaaya kyun
Taare sametne ko
Jholi ko pasaara kyun
Jholi ko pasaara kyun
Indra dhanush ko jhoola banaake
Jhoola banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun

Aankhon ne dekha thha jo
Dil ne suna thha
Aankhon ne dekha thha jo
Dil ne suna thha
Rang bhara thha dhokha thha wo
Ik sapna thha
Ik sapna thha
Soorya kiran se aankhen milaa ke
Aankhen milaa ke
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hain kyun
Jhoothi aas lagaa ke
Ret ke mahal banaake
Ab rota hai kyun
O pagle manwa
Rota hai kyun
Ab rota hai kyun.

Pagle Manwa Ab Rota Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Pagle Manwa Ab Rota Hai is from the Bhishma Pratigya (1950).

The song Pagle Manwa Ab Rota Hai was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).

The music for Pagle Manwa Ab Rota Hai was composed by S.K. Pal.

The lyrics for Pagle Manwa Ab Rota Hai were written by Manohar Lal Khanna.

The music director for Pagle Manwa Ab Rota Hai is S.K. Pal.

The song Pagle Manwa Ab Rota Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Pagle Manwa Ab Rota Hai is Playful.