Pawan More Aangna Mein Lyrics - Asha Bhosle

Pawan More Aangna Mein lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Shehnai (1964). The music of Pawan More Aangna Mein Kids track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Pawan more angana me
Dheere dheere aana
Pawan more angana me
Dheere dheere aana
Abhi abhi soya mera laal na jaga na
Pawan more angana me
Dheere dheere aana
Pawan more angana me
Dheere dheere aana

bharatlyrics.com

Ankhiyo me laal ki hai
Rang bare sapne
Ankhiyo me laal ki hai
Rang bare sapne
Dekh rahi maa maa
Bhi umang bare sapne
Sapno ki nagari me sor na machana
Pawan more angana me
Dheere dheere aana
Pawan more angana me
Dheere dheere aana

Bada ho ke raja mera
Layega dulhaniya
Bada ho ke raja mera
Layega dulhaniya
Nachati barat sang
Jayegi chandaniya
Jhum jhum tu bhi sahnaiya bajana

Pawan more angana me
Dheere dheere aana
Pawan more angana me
Dheere dheere aana.

Pawan More Aangna Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download