Pyaar Hai Ik Nishaan Kadmo Ka Lyrics - Mohammed Rafi

Pyaar Hai Ik Nishaan Kadmo Ka lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Mukti (1977). The music of Pyaar Hai Ik Nishaan Kadmo Ka Sad track is composed by Rahul Dev Burman while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Mil jati hai sansar mein sansar se mukti
Milti nahi mar ke bhi mager pyar se mukti

bharatlyrics.com

Pyaar hai ik nishaan kadmo ka
Pyaar hai ik nishaan kadmo ka
Jo musafir ke baad rahta hai
Pyaar hai ik nishaan kadmo ka
Jo musafir ke baad rahta hai
Bhul jate hai sab log lekin
Kuchh na kuch fir bhi yaad rahta hai
Pyaar hai ik nishaan kadmo ka

Rok leti hai raah mein yaade
Jab bhi raho se hum gujarte hai
Rok leti hai raah mein yaade
Jab bhi raho se hum gujarte hai
Kho gaye kaha mein jo
Unko aasuo mein talas kare hai
Dil pe halki si chot lagti hai
Dard aankho se phut behta hai
Pyaar hai ik nishaan kadmo ka

Kuchh bhi to kam nahi hua dekho
Jakhm hai phul hai bhahare hai
Kuchh bhi to kam nahi hua dekho
Jakhm hai phul hai bhahare hai
Tum nahi ho mager tum hi tum ho
Sab tumhari hi yaad gare hai
Tut jane se tut jate hai
Dil ke riste ye kaun kahta hai
Pyaar hai ik nishaan kadmo ka.

Pyaar Hai Ik Nishaan Kadmo Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download