Pyaar Kiya Nahi Jata Lyrics - Asha Bhosle

Pyaar Kiya Nahi Jata lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Mera Vachan Geeta Ki Kasam (1977). The music of Pyaar Kiya Nahi Jata Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Kabhi hasata hai kabhi rulata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Kabhi hasata hai kabhi rulata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai

Paas kya hai mere man se pucho
Sapane hirani ke tan se pucho
Haye haye karke gujare hai din
Man ke jo aas dhadkan se pucho
Ha kabhi tarsata hai kabhi tadpata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai

bharatlyrics.com

Bairi mausam mujhko sataye
Gora badanva mora tharthraye
Ku ke hai jab koi kali koyal
Manva pe julmi churiya chalaye
Kabhi man laharata hai kabhi gata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai

Dhaka vo dala dil pe balam
Pahali najar pe luth gaye hum
Teri rahungi sari umar
Tujhpe mithungi teri kasam
Kabhi banata hai kabhi mitata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Kabhi hasata hai kabhi rulata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai.

Pyaar Kiya Nahi Jata Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download