Pyar Ka Bandhan Lyrics - Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Pyar Ka Bandhan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Khel Khilari Ka (1977). Pyar Ka Bandhan Happy soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Rajendra Krishan.

Pyar ka bandhan khun ka rishta
Chhute se na chhute
Dil se dil ki dor bandhi jo
Dil se dil ki dor bandhi jo
Tute se na tute
Tute se na tute
Pyar ka bandhan khun ka rishta
Chhute se na chhute
Dil se dil ki dor bandhi jo
Tute se na tute
Tute se na tute

Lage rahe aur bhare rahenge
Pyar bhare yeh mele
Ho pyar bhare yeh mele
Kushiyo ka jhula jhulenge
Bhai behan albele
Ho bhai behan albele
Sun le daata inka nata
Janam janam na chhute
Dil se dil ki dor bandhi jo
Tute se na tute
Tute se na tute

bharatlyrics.com

Jagmag jagmag aaye diwali
Lakshmi dhan barasaye
Ho lakshmi dhan barasaye
Rang birange dhage lekar
Rakhi ka din aaye
Ho rakhi ka din aaye
In dhago ka rang ho gehra
Chhute se na chhute
Dil se dil ki dor bandhi jo
Tute se na tute
Tute se na tute
Pyar ka bandhan khun ka rishta
Chhute se na chhute
Dil se dil ki dor bandhi jo
Tute se na tute
Tute se na tute.

Pyar Ka Bandhan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Pyar Ka Bandhan is from the Khel Khilari Ka (1977).

The song Pyar Ka Bandhan was sung by Lata Mangeshkar and Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

The music for Pyar Ka Bandhan was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The lyrics for Pyar Ka Bandhan were written by Rajendra Krishan.

The music director for Pyar Ka Bandhan is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The song Pyar Ka Bandhan was released under the Polydor.

The genre of the song Pyar Ka Bandhan is Happy.