Raahi Tha Main Aawara Lyrics - Kishore Kumar

Raahi Tha Main Aawara lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Saheb Bahadur (1977). Raahi Tha Main Aawara Happy soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Rajendra Krishan.

Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

bharatlyrics.com

Mahake huye badan se
Khusbu si aa rahi hai
Mahake huye badan se
Khusbu si aa rahi hai
Jaise pawan kahi par
Chandan luta rahi hai
Aankho se koi dil mein
Aisa uthar raha hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

Ji chahta hai mera
Koi raat aisi aaye
Ji chahta hai mera
Koi raat aisi aaye
Dekhe jo sath humko
Fir laut ke na aaye
Main tujhko kuchh na bolu
Tum mujhse na bolo
Khamoshiya bhi soche
Ye kon si ada hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

Dekha jidar jidar bhi masti
Bhari najar se
Dekha jidar jidar bhi masti
Bhari najar se
Raaho mein rang chhaye
Bhago mein phul barse
Jaise kadam kadam pe
Maykhana khul gaya hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara.

Raahi Tha Main Aawara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Raahi Tha Main Aawara is from the Saheb Bahadur (1977).

The song Raahi Tha Main Aawara was sung by Kishore Kumar.

The music for Raahi Tha Main Aawara was composed by Madan Mohan Kohli.

The lyrics for Raahi Tha Main Aawara were written by Rajendra Krishan.

The music director for Raahi Tha Main Aawara is Madan Mohan Kohli.

The song Raahi Tha Main Aawara was released under the Saregama.

The genre of the song Raahi Tha Main Aawara is Happy.