Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Once More (1999). The music of Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Ruk gaya aankh se behta hua dariya kaise
Ruk gaya aankh se behta hua dariya kaise
Gham ka tufaan to bahut tez tha thehra kaise
Ruk gaya aankh se behta hua dariya kaise

Mujhko khud par bhi bharosa nahi hone pata
Mujhko khud par bhi bharosa nahi hone pata
Log kar lete hain gairo pe bharosa kaise
Log kar lete hain gairo pe bharosa kaise

bharatlyrics.com

Har ghadi tere khayalo me ghira rehta hu
Har ghadi tere khayalo me ghira rehta hu
Milana chahu to milu khud se mai tanha kaise
Milana chahu to milu khud se mai tanha kaise

Aur bhi ahale khirad ahale junun the maujud
Aur bhi ahale khirad ahale junun the maujud
Lut gaye ham hi teri bazm me tanaha kaise
Lut gaye ham hi teri bazm me tanaha kaise
Gham ka tufaan to bahut tez tha thehra kaise
Ruk gaya aankh se behta hua dariya kaise
Ruk gaya aankh se behta hua dariya kaise.

Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua is from the Once More (1999).

The song Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua was sung by Ustad Ghulam Ali.

The music for Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua was composed by Ustad Ghulam Ali.

The music director for Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua is Ustad Ghulam Ali.

The song Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua was released under the Tips Music.

The genre of the song Ruk Gaya Aankh Se Behta Hua is Ghazal.