Rum Jhum Ke Bajao Lyrics - Krishnarao Chonkar, Mohammed Rafi

LYRICS OF RUM JHUM KE BAJAO: The song is recorded by Krishnarao Chonkar and Mohammed Rafi from Hindi film Pooja (1954), directed by Bhagwan Das Verma. The film stars Bharat Bhushan, Om Parkesh, Raj Mehra, Shakuntala Paranjpye, Badri Prasad and Ulhas in the lead role. "Rum Jhum Ke Bajao" is a Happy song, composed by Jaikishan Dayabhai Panchal and Shankar Singh Raghuvanshi, with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Rum Jhum Ke Bajao Lyrics

Rum jhum ke bajao bansari murari
Ang ang mein tarang lao banwari
Rum jhum ke bajao bansari murari
Madhuban mein madhuwanti gaye barij nari
Madhuban mein madhuwanti gaye barij nari
Rum jhum ke bajao bansari murari
Ang ang mein tarang lao banwari
Rum jhum

Radha ke man me pyar
Run jhum payaliya pukar
Sakhiya sajke singar aayi jamuna ke par
Sakhiya sajke singar aayi jamuna ke par
Rum jhum ke bajao bansari murari
Rum jhum ke bajao
Rum jhum ke bajao

Thamke chanda chale taro ka man machle
Yu thamke chand chale
Thamke chanda chale taro ka man machle
Tinak tinak dhum dham nilam ke gagan tale
Tinak tinak dhum dham nilam ke gagan tale
Tinak tinak dhum dham nilam ke gagan tale
Rum jhum ke bajao bansari murari
Ang ang mein tarang lao banwari

Rum jhum murari murari he murari
Aa murari re murari re
Rum jhum ke bajao bansari murari
Rum jhum ke bajao bansari murari.

Rum Jhum Ke Bajao Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Rum Jhum Ke Bajao is from the Pooja (1954).

The song Rum Jhum Ke Bajao was sung by Krishnarao Chonkar and Mohammed Rafi.

The music for Rum Jhum Ke Bajao was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Rum Jhum Ke Bajao were written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

The music director for Rum Jhum Ke Bajao is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Rum Jhum Ke Bajao was released under the Saregama.

The genre of the song Rum Jhum Ke Bajao is Happy.