Sab Pyar Ki Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Sab Pyar Ki lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Matlabi Duniya (1961). Sab Pyar Ki Sad soundtrack was composed by Bharat Mehta, Jayanti Joshi, Sushant Banerjee, Varma with lyrics written by Ramesh Gupta.

Wafa yeh dekh li patthar
Jigar zalim zamane ki
Kasam khayi hai ab humne
Kisi se dil lagane ki

Sab pyar ki baate karte hai
Par karna aata pyar nahi
Hai matlab ki duniya sari
Yaha koi kisi ka yaar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi

Sukh mein sab aa aa kar apne
Rishte nate hai batlate
Rishte nate hai batlate
Bure dino mein dekha humne
Aankh bacha kar hai jate
Aankh bacha kar hai jate
Thokar kha kar sambhalne wale
Jit hai teri haar nahi
Hai matlab ki duniya sari
Yaha koi kisi ka yaar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi

bharatlyrics.com

Aye bande bhagwan se dar
Aye bande bhagwan se dar
Insaan se mat dar
Muhar lagi hai usaki tere
Hak ke dane dane par
Hak ke dane dane par
Uski marzi bina tere
Chubh sakta koi khar nahi
Hai matlab ki duniya sari
Yaha koi kisi ka yaar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi
Kisi ko sacha pyar nahi.

Sab Pyar Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Sab Pyar Ki is from the Matlabi Duniya (1961).

The song Sab Pyar Ki was sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh).

The music for Sab Pyar Ki was composed by Bharat Mehta, Jayanti Joshi, Sushant Banerjee, Varma.

The lyrics for Sab Pyar Ki were written by Ramesh Gupta.

The music director for Sab Pyar Ki is Bharat Mehta, Jayanti Joshi, Sushant Banerjee, Varma.

The song Sab Pyar Ki was released under the Saregama.

The genre of the song Sab Pyar Ki is Sad.