Sau Baras Ki Zindagi Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Sau Baras Ki Zindagi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Sachaai (1969). The music of Sau Baras Ki Zindagi Romantic track is composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

So baras ki zindagi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din
Jindagi ki har khusi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din
So baras ki zindagi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din

Pyar hi se ye jami hai
Pyar hi se aasma
Pyar hi se ye jami hai
Pyar hi se aasma
Pyar lekar sahara
Chal raha hai ye jaha
Pyar sabnam pyar shola
Pyar hi wade sabah
Phul kaliya chand tare
Sab mohabbat ke hai nisa
So baras ki zindagi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din
Jindagi ki har khusi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din

bharatlyrics.com

Ye mohabbat do dilo ka
Khubsurat raaz hai
Dil ki dhadkan jiski sargam
Hai yahi wo saj hai
Chahe bhawre ka ho nagma
Ya papihe ki sada
Pyar kahte hai jise
Wo ek hi awaz hai
So baras ki zindagi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din
Jindagi ki har khusi se achhe hai
Achhe hai pyar ke do char din
Pyar ke do char din
Pyar ke do char din.

Sau Baras Ki Zindagi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Sau Baras Ki Zindagi is from the Sachaai (1969).

The song Sau Baras Ki Zindagi was sung by Asha Bhosle and Mohammed Rafi.

The music for Sau Baras Ki Zindagi was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The lyrics for Sau Baras Ki Zindagi were written by Rajendra Krishan.

The music director for Sau Baras Ki Zindagi is Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi.

The song Sau Baras Ki Zindagi was released under the Saregama.

The genre of the song Sau Baras Ki Zindagi is Romantic.