सौ इल्ज़ाम Sau Ilzaam Lyrics - Anurag Mohn

SAU ILZAAM LYRICS IN HINDI: सौ इल्ज़ाम This Love song is sung by Anurag Mohn & released by SVMT Music. SAU ILZAAM song was composed by Anurag Mohn, with lyrics written by Kaarak. The music video of this track is picturised on Mansi Srivastava and Ravi Roy.

सौ इल्ज़ाम Sau Ilzaam Lyrics in Hindi

तू और मैं जैसे पन्ने किताब के पहले और आखिरी से हैं
चाहे हो फ़ासले बीच में जितना भी फिर क्यों हम साथ से हैं
है ख़ता निगाहों की जो तुझपे जा रुकी
ये तूने कैसे काबू कर लिया मैं नहीं मेरा

सौ इल्ज़ाम ये तूने कैसे लगाए
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा
तेरे बिना मैं नाफ़रमान बना मैं
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा

रात भर तड़पा मैं
याद में तो तरसा मैं
तेरे बिन कोई नहीं सच ये

ले लूं नमी चेहरे की
हिस्से में तेरे की
खुदा से है माँगा मैं हक़ ये

गली गली तकता तेरी राह रतां सारी
तेरे बिन गुजरे दिन भी ना
खाक में भी मैं तोलूं दुनिया ये सारी
तेरे बिन ये जो मेरा जहान

सौ इल्ज़ाम ये तूने कैसे लगाए
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा
तेरे बिना मैं नाफ़रमान बना मैं
तेरी बाहों में नहीं था फिर भी ज़िक्र तेरा करता रहा

Sau Ilzaam Lyrics

Tu aur main jaise panne kitaab ke pehle aur akhir se hai
Chahe ho faasle beech mein jitna bhi phir kyu hum saath se hai
Hai khataa nigaahon ki jo tujhpe jaa ruki
Ye tune kaise kaabu kar lia mai nahi mera

Sau ilzaam ye tune kaise lagaye
Teri baahon mein nai tha phir bhi zikr teri karta rahaan
Tere bina main naafarmaan bana main
Teri baahon mein nahi tha phir bhi zikr teri karta rahaan

Raat bhar tadpaa main
Yaad mai toh tarsa main
Tere bin koi ni sach ye

Lelu nami chehre ki
Hisse mein tere ki
Khuda se hai maanga main haq ye

Gali gali takda teri raah rattaan saari
Tere bin guzre din bhi naa
Khaakh mein bhi main toh tolu duniya ye saari
Tere bin ye joh mera jahaan

Sau ilzaam ye tune kaise lagaye
Teri baahon mein nai tha phir bhi zikr teri karta rahaan
Tere bina main naafarmaan bana main
Teri baahon mein nahi tha phir bhi zikr teri karta rahaan

Sau Ilzaam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *