शायद | SHAYAD LYRICS IN HINDI: The song is recorded by Rekha Bhardwaj from Hindi film Main Na Raha Mera, directed by Amit Kasaria. The film stars Adhyayan Suman and Divita Rai in lead role. The music of "SHAYAD" song is composed by Rahul Nair, while the lyrics are penned by Dev Pandey.
शायद Shayad Lyrics Lyrics in Hindi
एहसास जो था दरमियाँ
क्या वक़्त ने सुलझा दिया
दिल की कड़ी बिखरी है या
फिर शाखों ने तिनका अपना लिया
भारतलिरिक्स.कॉम
अनजाने दिल समझे ज़रा
ये उलझनें इन पलों की
ये रंगती शामों में संग तेरे
शायद कभी ना होंगी
हाए शायद कभी ना होंगी
हुई थी जब मोहब्बत
यूँ कहें हम पूरे हो गए
अभी भी वो मुकम्मल
और हम अधूरे रह गए
हुई थी जब मोहब्बत
यूँ कहें हम पूरे हो गए
अभी भी वो मुकम्मल
और हम अधूरे रह गए
शायद कभी ना होंगी
हाए शायद कभी ना होंगी
शायद कभी ना होंगे
शायद कभी ना होंगे
Shayad Lyrics
Ehsaas jo tha darmiyaan
Kya waqt ne suljha diya
Dil ki kadi bikhri hai ya
Phir shaakhon ne tinka apna liya
bharatlyrics.com
Anjaane dil samjhe zara
Ye uljhanein in palon ki
Ye rangte shaamon mein sang tere
Shayad kabhi na hongi
Haaye shayad kabhi na hongi
Hui thi jab mohabbat
Yun kahen hum poore ho gaye
Abhi bhi woh mukammal
Aur hum adhoore reh gaye
Hui thi jab mohabbat
Yun kahen hum poore ho gaye
Abhi bhi woh mukammal
Aur hum adhoore reh gaye
Shayad kabhi na hongi
Haaye shayad kabhi na hongi
Shayad kabhi na honge
Shayad kabhi na honge
