Sun Zara lyrics, the song is sung by Abhinav Suman from Makad Jaala: A Political Trap (2015). Sun Zara Sad soundtrack was composed by Rahul Tiwari with lyrics written by Harsukh Dhayal.
Sun zara
Tu kahaan main hoon kahaan
Kaisi yeh zindagaai
Kyun rula rahi mujhe teri meri kahaani
Tu kahaan main hoon kahaan
Kaisi yeh zindagaai
Kyun rula rahi mujhe teri meri kahaani
bharatlyrics.com
Tere bin yeh dil hain suna
Tere bin main jee sakoon na
Tere bin mujhe sukoon na aaye ek pal yahaan
Tere bin yeh dil hain suna
Tere bin main jee sakoon na
Tere bin mujhe sukoon na aaye ek pal yahaan
Sun zara
Jab talak na they judaah mujhko na ye yakeen thaa
Is kadar hoga kabhi manzar yeh tishnagi ka
Har ek ghadi yun mujhe teri talaash hogi
Ho na ho tum kahin par teri aash hogi
Mujhe raaz naa aayegi kabhi
Yeh meri aawargi
Tere bin yeh dil hain suna
Tere bin main jee sakoon na
Tere bin mujhe sukoon na aaye ek pal yahaan
Sun zara.