Tanhayee Mein Lyrics - Anup Jalota

Tanhayee Mein lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Ishq Mein Aksar (2009). Tanhayee Mein Love soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by Anup Jalota.

Tanhayee mein palko ko
Bhigoya nahi karte
Tanhayee mein palko ko
Bhigoya nahi karte
Hum woh jo kisi haal mein
Hum woh jo kisi haal mein
Roya nahi karte
Tanhayee mein palko ko
Bhigoya nahi karte

Aankhon se liya karte hain
Hum kaam jubaa ka
Aankhon se liya karte hain
Hum kaam jubaa ka
Har baat ko lafzo mein
Piroya nahi karte
Har baat ko lafzo mein
Piroya nahi karte
Hum woh jo kisi haal mein
Hum woh jo kisi haal mein
Roya nahi karte
Tanhayee mein palko ko
Bhigoya nahi karte

bharatlyrics.com

Hatho ki lakeero ko
Khuda maan ne waale
Hatho ki lakeero ko
Khuda maan ne waale
Jo paas ho usko kabhi
Khoya nahi karte
Jo paas ho usko kabhi
Khoya nahi karte
Hum woh jo kisi haal mein
Hum woh jo kisi haal mein
Roya nahi karte
Tanhayee mein palko ko
Bhigoya nahi karte

Suraj kabhi palko pe
Sajhaya nahi jaata
Suraj kabhi palko pe
Sajhaya nahi jaata
Ghum bojh to phir usse
Dhoya nahi karte
Ghum bojh to phir usse
Dhoya nahi karte
Hum woh jo kisi haal mein
Hum woh jo kisi haal mein
Roya nahi karte
Tanhayee mein palko ko
Bhigoya nahi karte.

Tanhayee Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tanhayee Mein is from the Ishq Mein Aksar (2009).

The song Tanhayee Mein was sung by Anup Jalota.

The music for Tanhayee Mein was composed by Anup Jalota.

The lyrics for Tanhayee Mein were written by Anup Jalota.

The music director for Tanhayee Mein is Anup Jalota.

The song Tanhayee Mein was released under the Times Music.

The genre of the song Tanhayee Mein is Love.