Tere Pyaar Kee Tamanna lyrics, the song is sung by Mahendra Kapoor from Tawaif (1985). Tere Pyaar Kee Tamanna Sad soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Hasan Kamal.
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain
Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain
Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Hai ajib dastaa kuch
Ye hamari dastaa bhi
Hai ajib dastaa kuch
Ye hamari dastaa bhi
Kabhi tum samaj na paye
Kabhi hum suna na paye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain
Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
bharatlyrics.com
Na faja hain apne bas mein
Na nazar mein hain kinara
Na faja hain apne bas mein
Na nazar mein hain kinara
Kahi mere dil ki kashti
Na bhanwar me dub jaye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain
Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Koyi hal tu hi bata de
Mere dil ki kashmakash ka
Koyi hal tu hi bata de
Mere dil ki kashmakash ka
Tujhe bhulana bhi chaha
Teri yaad bhi sataye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Badi tezz aandhiya hain
Ye chiraag bujh na jaye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye
Tere pyaar ki tamanna
Game zindagi ke saye.